Hello frienfs i am back agin with new artical ye apke lie bhot upoyogi sabit hoga janiye kese.
aapne google plus ki post me bahut bar
dekha hoga ki ek photo ka color, text
change hota rahta hai. goolge plus par
aapko aysi video or text images bhi mil
jayegi jo apne aap change hoti rahti hai. isse
image kafi sundar nazar aati hai. or hum use
dekhe bina nahi rah sakte. is post me hum
isi ke bare me janenge ki GIF file kaise
banayi jati hai. or ise kaha kaha use kar
sakte hai.
GIF Kya Hai?
GIF ek grafic file hoti hai. jisme aap text
color ke sath sath short video ka animation
add kar sakte hai. GIF ki suvidha google ne
hi banayi hai. or ye ek bahut hi acha tarika
hai ek photo me kei photo dikhane ka. apni
youtube video ka short video dikhane ka.
aapke pas gmail id to hai hi or aap google
plus bhi use karte hoge. so ek bar try kare.
kitni must service hai. mai yaha aapko
video, text, image sabhi ka GIF Animation
banane ke bare me bta raha hu.
Image Se GIF Animation Kaise
Banaye?
Step 1
1. first Imgflip site par jaye. click here.
2. Ab “images to GIF” par select kare.
3. Ab “Upload Images” button par click kare.
1. “images to GIF” par click kare.
2. “Upload images” par click kare.
3.yaha video ka size quality set kar sakte ho
.
A. Dlay:- animation time set kare. GIF file
me jitne time par change hone chahiye.
B. Width:- GIF file ki width yani chodai kitni
honi chahiye.
C. Height: – GIF file ki height kitni ho.
D, Quality:- GIF file kis qulity ka ho. set kar
sakte ho.
4. “Add Text to GIF” par aap video me text
add kar sakte ho.
5. GIF file ka title choone.
6. yaha par kisi par bhi tick nahi karna hai.
sabko wese hi chod de.
7. aapko kounsi image pahle dikhani hai.
aap mouse ki madad se ek photo ko utha
kar dusri taraf kar sakte ho.
8. settings complete hone par “Genrate GIF”
button par click kare.
Step 2
Ab ek popup windows khulegi. widows ke
puri tarah khulne tak wait kare.
1. aap chahe to direct apni GIF file ko social
media par share kar sakte ho.
2. ye aapki banayi gayi gif file ka link hai.
3. aap is code ko copy kar ke blogger ki post
me bhi use kar sakte ho.
4. Download Image par click kar ke aap apni
GIF animation file ko download kare. or
google plus par use kare.
Note:- Agar aap is site ko dubara bhi use
karna chahate hai to aapko is site par log in
karna padega. aap email id se bhi log in kar
sate ho,
((log in karne ke liye site ke right side me
upar log in ka option hai. us par click karte
hi popup windows khulti hai. usme aap apni
email id se log in kar sakte ho.)..
.
अगर आपके पास भी किसी
तरह
की कोई जानकारी है व आप
इस
वेबसाइट पर शेयर करन चाहते है तो हमें मेल करें।
पसन्द आने पर आपके नाम व फोटो के साथ
पोस्ट किया जायेगा
हमारा मेल ID है -
Jayantsmarty8@gmail.com
ये पोस्ट आपको कैसा लगा, हमें कमेंट कर के
बताये ! यदि
आपको कंप्यूटर या टेक्नोलॉजी से समन्धित
कोई
Question पूछना है तो हमें मेल करे !

Comments