Hello friends me aj apke sath apne gmail account ko recover kese kare ye bataunga. Ye post un logo ke liye hai jin logo ka gmail account delete ho gaya hai. ya unhone delete kar diya hai. or ab wo apnagmail account recover karna chahate hai. bahut se logo ko dout hota hai ki ek bar delete hone ke bad gmail account fir se re-open nahi ho sakta. magar google hume apna account delete karne ke bad kuch din ka time deta hai. hum us time se pahle apna gmail account recover kar sakte hai. is tutorial me mai aapko uske bare mew hi bta raha hu. aap bina kisi problem ke aasani se apna gmail account wapis prapt kar sakte ho. . Kuch log ko apne delete account me add photos ki jarurat padti hai. to wo permanently delete account ko recover karne ka tarika sochte hai. kikaise apne delete huye gmai account ko recovery kaise kiya jaye. aap ye post pad rahe hai. iska matlab hai ki aapko bhi gmail account ke delete hone se sambandhit koi problem hai. so don't worry aapko...
मेरी वेबसाईट मे आपका स्वागत है इनटरनेट एक ऐसी दुनिया है जहॉ सब कुछ मिलता है मै अपनी वेबसाईट मे आपको इसी दुनिया से कुछ ऐसी वेबसाइटो पर लेकर चलुंगा जो आपके काम आ सकती है और कम्पयुटर की थोडी बहुत जानकारी देने की कोशिश करूंगा जितना मुझे पता है