Hi friends i am jayant vaishnav.. Me aj apke lie mobile k dwara ki jane wali 07 tricks syr karunga or umid karta hun apko pasnd ay......
Agar aapke pas smart phone hai to aapko
pata hona chahiye ki usse aap kya kya kar
sakte hai. is article me mai aapko bta
raha hu ki aap calling, messaging,
chatting, internet ke alawa apne smart
phone se kuch or bhi kaam kar sakte hai.
smart phone me kuch ayse features bhi
hota hai jinke bare me aap shayad hi
jante ho. jaise photo khichna, movie
banana, remote ko check karna, meltiple
panoramatic shouts, Heigh quality lans
bana kar big cinema banana jaise bahut
kaam kiye ja sakte hai.
Agar aapke pas smart phone hai to aapko
pata hona chahiye ki usse aap kya kya kar
sakte hai. is article me mai aapko bta
raha hu ki aap calling, messaging,
chatting, internet ke alawa apne smart
phone se kuch or bhi kaam kar sakte hai.
smart phone me kuch ayse features bhi
hota hai jinke bare me aap shayad hi
jante ho. jaise photo khichna, movie
banana, remote ko check karna, meltiple
panoramatic shouts, Heigh quality lans
bana kar big cinema banana jaise bahut
kaam kiye ja sakte hai.
1. TV Ya Kisi Or Remote Ko
Check Karna.
bahut bar humare sath aysa hota hai ki
TV, Music player, DVD ka remote kaam
karna band kar deta hai to hume bahut
problem hoti hai. ye problem shayad
aapko bhi aayi hogi. ayse time me hum
remote ki battery, sell change karke
remote ke sahi hone ka pata lagane ki
koshish karte hai. or jab battery, sell
change karne ke bad bhi remote kaam
nahi karta to hume ye confusing rahti hai
ki remote sahi hai ya kharab ho gaya hai.
magar aapka smart phone is is problem
ko 1 second me solve kar sakta hai. yani
ab aap apne adroid phone se remote ke
sahi ya kharab hone ka pata laga sakte
hai.
Remote Sahi Hai Ya Kharab Kaise Pata kare..
Trick:- Apne smart phone ka camera on
kare or remote ke senser ko camera ke
samne kar ke remote ka koi bhi buttan
dabaye. agar remote sahi hoga to remote
ke senser ki light blink karti huyi nazar
aayegi. agar senser light blink nahi hoti
hai to aapka remote 100% kharab hai.
2. Use Your Smart Phone as a
Projector
Projector ke bare me to aap jante hi
honge. projector ka kaam hota hai
zooming karna. cinema hall me aap bade
parde par jo seen dekhte ho use projector
se hi bada kiya jata hai. aaj mai aapko
aysi trick bta raha hu jiski madad se aap
apne smart phone ko projector ki tarah
istmal kar sakte ho. or apne ghar ki kisi
bhi diwar par parda laga kar bade parde
par movie dekh sakte hai.
.
Smart Phone Ko Projector Ki Tarah
Istmal Kaise Kare?
.
Ji ha dosto ab aap apne smart phone ki
madad se apne ghar me hi cinema hall
bana kar movie dekh sakte hai. iske liye
bas aapko bas ek shoes
cartun, Magnifying glass ki jarurat padegi.
Follw step:-
1. Magnifying lans ko shoes box ki ek side
me rakh kae mark kare. or mark kiye gaye
cartun ko blad se kar holl bana le.
2. box me holl karne ke bad lans ko us
me fit kar ke gond ki madad se chipka le.
3. ab aapko image ke anusar box me
dusri taraf apna smart phone rakhne ke
liye stand banana hai. aap koi bhi cheez
ki madad se stand bana sakte hai.
4. ab apne smart phone me koi bhi movie
ya videos chala kar stand par rakhe.
mobile ki screen Magnifying lans ki taraf
karni hai.
5. aapke mobile ke focus ko cutch kar
Magnifying lans use zooming kar output
nikalega. ab mobile ko aage piche kar ke
aapko jis size me video dekhna hai set
kare.
6. mobile ki video britness 100% kar le
taki video clear dikhe.
.
3. Panorama Shouts Me Kai Bar
Dikhana..
aap panorama apps se ek sath apne kei
pose shout kar sakte ho. agar aapke
smart phone me panorama apps nahi hai
to yaha se download kar le. hum jab
apna photo lete hai to usme aas pas ke
log bhi dikhayi dete hai. magar panorama
apps ki madad se aap sirf apna hi photo
sout kar sakte ho.
Panorama Se Sirf Apna HI photo
Shoot Kaise Kare?
agar aapko ek hi photo me apne kei pose
shoot karne hai to ye bahut aasan hai
aapko bas photo shout karte waqt
photographer ke piche se dusri taraf
bagna hai. is tarah aap ak hi photo me kai jagah aa skte ho.
.
4. Airphone Se Photo Shout Kare.
aap apne smart phone ke airphone ko
kya kaam me lete ho Music, FM sunne
me. magar kya aapko pata hai ki aap
airphone ki madad se photo bhi le sakte
ho. chalo aaj mai aapko btata hu ki
airphone se photo kaise khich sakte hai.
Airphone Se Photo Kaise Khich Sakte
Hai?
aap jab new smart phone kharidte ho to
lagbhag sabhi ke sath airphone aata hai.
airphone sirf music sunne ke kaam hi
nahi aata hai. balki isse hum photo bhi
khich sakte hai. actually airphone me jo
play/pose ka buttan hota hai.usse aap
smart phone ko bina touch kiye photo
khich sakte ho. sath hi aap value kam
jada wale buttan se camera ko zoom in
zoom out kar sakte ho. apne aap ka
photo khichne me ye trick bahut kargar
hai. yaad rahe ye trick extra liye gaye
airphone me kaam kam karta hai isliye
extra airphone lene se pahle check kar
le.
5. Lans Ki Quality Badhana
humare smart phone ka camera acha
hone ke baad bhi kei bar hum usse or bhi
acha photo lene ki sochte hai. ye aadat
lagbhag sabhi smart phone user ki hoti
hai. wo sochte hai ki kash mai thoda or
acha photo khich sakta. to mai aapko ek
tips bta raha hu apne smart phone ke
camera ki quality se bhi jada better photo
lene ki.
Smart Phone Ke Camera Ki Qulity
Kaise Badhaye?
jab aap apne smart phone se photo shoot
karo to smart phone ke camera par pani
ki ek jara si boond dal kar photo shoot
kare. or result dekhe photo kitna better
aata hai. isse bina zooming kiye kafi had
tak zooming me photo shoot hota hai.
yani aap is trick ki madad se photo ko or
bhi jada zoom kar sakte ho. (dhyan rahe
mobile ke andar pani nahi jana chahiye
sirf jara si ek boond hi use karni hai.)
6. Android Device Manager
.
android device manager ek aysa apps hai
jo aapke khoye huye phone ka pata laga
sakta hai. iski madad se aap apne khoye
huye phone ke password bhi change kar
sakte ho. or phone ke sare data bhi mita
sakte ho. jissephone dead ho jayega or
chor ke koi kaam ka nahi rahega. wese
internet par phone ki location btane wale
bahut se apps hai par ye apps sanse alag
hai.
Android Device Manager Kaie Kaam
Karta Hai?
sabse pahle apne smart phone me
android device manager apps download
kar le. aap yaha se bhi download kar
1. android device manager apps ko apne
phone me install kare.
2. ab apps ko apne google account se
connect kar le.
3. ek bar google account se connect hone
ke baad bad jitni bar aapka phone
activate hoga. utni bar aapke google
account par uski jankari bhej di jayegi.
4. sabse khas baat ye hai ki aapke phone
ke chri hone ke baad aap apne phone ke
password change kar sakte ho.
5. aap chaho to is apps ki madad se
phone ke sare data mita kar apne vhori
huye phone ko dead kar sakte ho.
7. Smart Phone Ki Suod Quality
Badhana
bahut se phones me havi speaker na
hone ke karan jada sound nahi hoti.
magar aap chahe to aap is trick se apne
smartphone ki sound ko kafi had tak
badha sakte ho. iske liye aapko seese ke
ek khali zaar ki jarurart padegi
.
Smart Phone Ki Suod Quality Kaise
Badhaye?
apne smartphone me music on kar me
phone ko khali zar me rakh de, or result
dekhe phone ki aawaz kafi had tak badh
jayegi. zaar me phone rakhne se speaker
ke sound idhar udhar nahi failti or zaar ke
upari khule hisse se ekdam bahar aati
hai. isliye phone ki sound badh jati hai.
.
अगर आपके पास भी किसी
तरह
की कोई जानकारी है व आप इस
वेबसाइट पर शेयर करन चाहते है तो हमें मेल करें।
पसन्द आने पर आपके नाम व फोटो के साथ
पोस्ट किया जायेगा
हमारा मेल ID है -
ये पोस्ट आपको कैसा लगा, हमें कमेंट कर के
बताये ! यदि
आपको कंप्यूटर या टेक्नोलॉजी से समन्धित
कोई
Question पूछना है तो हमें मेल करे !
Comments