Hello friends me aj apke sath apne gmail account ko recover kese kare ye bataunga. Ye post un logo ke liye hai jin logo ka gmail
account delete ho gaya hai. ya unhone
delete kar diya hai. or ab wo apnagmail
account recover karna chahate hai. bahut
se logo ko dout hota hai ki ek bar delete
hone ke bad gmail account fir se re-open
nahi ho sakta. magar google hume apna
account delete karne ke bad kuch din ka
time deta hai. hum us time se pahle apna
gmail account recover kar sakte hai. is
tutorial me mai aapko uske bare mew hi
bta raha hu. aap bina kisi problem ke
aasani se apna gmail account wapis prapt
kar sakte ho.
.
Kuch log ko apne delete account me add
photos ki jarurat padti hai. to wo
permanently delete account ko recover
karne ka tarika sochte hai. kikaise apne
delete huye gmai account ko recovery kaise
kiya jaye. aap ye post pad rahe hai. iska
matlab hai ki aapko bhi gmail account ke
delete hone se sambandhit koi problem
hai. so don't worry aapko bas thode se
step follow karne padenge or aapka gmail account recover ho jayga..
Google Gmail Account Ko Recover Kaise
Kare.
google gmail account ko recover karne se
pahle mai aapko bta du ki google hume
gmail account delete karne ke bad ek nistit
time tak gmail recover karne ki anumati de
sakta hai. uske bad aap kabhi bhi apna
gmail account recover nahi kar sakte
.
Step 1
1. Sabse pahle Gmail.com par jaye or Need
help? par click kare.
2. I'm having other problem par tick kare.
3. aapko jo gmail account recover karna hai
uska username ya email address dale.
3. Continue par click kare.
Step 2
Ab ek new window khulegi. usme kuch
option honge.
1.aapko jo problem hai us par click kar ke
google ke step follow kare.
2. google ke rules per day change hote
rahte hai. so yaha se aage aapko google ke
step follow karne honge.
अगर आपके पास भी किसी
तरह
की कोई जानकारी है व आप
इस
वेबसाइट पर शेयर करन चाहते है तो हमें मेल करें।
पसन्द आने पर आपके नाम व फोटो के साथ
पोस्ट किया जायेगा
हमारा मेल ID है -
Jayantsmarty8@gmail.com
ये पोस्ट आपको कैसा लगा, हमें कमेंट कर के
बताये ! यदि
आपको कंप्यूटर या टेक्नोलॉजी से समन्धित
कोई
Question पूछना है तो हमें मेल करे !

Comments